Powered By Blogger

Friday, April 8, 2011

rista naya chahti hain yeh dil,





rista naya chahti hain yeh dil,
jisse rah sake hum saath saath

rista pyaar ka to ban chuka hain
abb baaki hain jeevan sathi banneke din......

yeh to khuda ne dikhaya
ki hum aap ke hote hain koun

abb dekh na baaki hain ki
hum asal mein aapke lagte hain koun?

hum se poochne ki Zarurat nahi hain abb
jo bhi kahnatha humko
hum keh chuke sapno mein

kaise bolu main apnee is mann ki baat,

kaise bolu main apnee is mann ki baat,
karte karte khud se tumhare baatein

abb labse hoton par aate hi nahi
khaamosh  hain to kya hua

baste ho tumhi khwaaishomein
Tum itne paas ho mera ki main

kabhi  nahi chod sakti tumko
itne to samajdaar ho ki meri

 dil ki baate to samaj sakte ho
Dil to apni phaisla batlayi

mushkil nahi kuch bhi is dil ko
agar chaahta hain khuda yeh sachmein
to koun hain yeh rok sake honese